Jalta Darwaza | Ali Mohammad Sultanpuri | Ayame Fatima Noha 2022

Jalta Darwaza gira aayi zahra ki sadaAlmadad ya fizza mera mohsin na rahaZalimo ne mere laal ko maar diyaAlmadad ya fizza mera mohsin na raha

Apni shahzadi ki imdad ko aao bibiMere upar se ye Darwaza hatao bibiAye meri bahen fizza imdad karo aakarDarwaza giraya h aada ne mere upar Almadad ya fizza- 2Sansen rukti h meri dam labon par h meraZakhmi haton se ye Darwaza sambhalu kaiseKeel dar aayi h seene me nikalu kaiseAye meri……..Darwaza………Almadad………Koi tadbeer karo dard h had se sewaDarde pahlu mujhe uthne nhi deta bahnaChha gaya hai meri aakhon me andhera bahnaAye meri……..Darwaza……..Almadad……..Pasliyon ke tukde de rahe h izaTum ne har haal me ki h meri nusrat fizzaMere hasnain na dekhen ye qayamat fizzaAye meri………Darwaza………Almadad……..Dam nikal jayega mere shahzadon kaBadhti jati h tapish aag ki Aao jaldiMeri chadar me lagi aag bujhao jaldiAye meri………Darwaza………Almadad………Der ho jaye na badh raha h sholaBulhasan ka bhi abhi sath nibhana h mujheApne wali ko layinon se bachana h mujheAye meri………Darwaza………Almadad………Bibi jaldi de do mujhko la karke asaMere dil se na juda hoga ye mohsin ka gham Hashr tak karti rahungi mai ye kahkar matamAye meri……….Darwaza……….Almadad……….Mere bachhe ne qadam daher me na rakhaRoyi besakhta sar peet ke fizza waizJab padha fatima zahra ne ye noha waizAye meri……….Darwaza……….Almadad……….Meri aagosh ka haq maut ne chheen liya Almadad ya fizza mera mohsin na raha

Post a Comment

0 Comments

const chk = document.getElementById('chk'); chk.addEventListener('change', () => { document.body.classList.toggle('dark'); });