Abbas Abbas Ya Abal Fazlil Abbas
Abbas Abbas
Ya abal fazlil
Abbas
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tumharay aiyay hain
Sakkaae haram
rakh laina bharam
Hum dar pe tumharay aiyay hain
Tum bhi nhi hum ko thukrana
Hum duniya keh
hukrayay hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tumharay aiyay hain
Sakkaae haram
rakh laina bharam
Hum dar pe tumharay aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil Abbas
Ab saray saharay tut chukay
hummain apne paraiyay lutt
chukay
Ab saray saharay tut chukay
hummain apne paraiyay lutt chukay
Tum apni panhaoun
main lay lo
Hum ran se buhat ghabrai hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tumharay aiyay hain
Sakkaae haram
rakh laina bharam
Hum dar pe tairay aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil ABbas
Ashkoun ki zaban pehchante ho
jo dill main hai woh bhi
jantay ho
Ashkoun ki zaban pehchante ho
jo dill main hai woh bhi jantay ho
Hum keh nhi
saktay tum sunlo
Hum keh nhi saktay tum sunlo
bas hathoun ko pehlai hain
Sakkaae haram rakh
laina bharam
Hum dar pe tumharay aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil Abbas
har suni godi bharh jai
har beti ko rishta mill jai
har suni godi bharh jai
har beti ko rishta mill jai
un chahroun ko ronak daydo
un chahroun ko ronak
daydo
jo ban keh sabab murjhai hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tairay
aiyay hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tairay aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil Abbas
Maula tum babe Hawaij ho
Rozay pe humain bhi bulwalo
Maula tum babe Hawaij
ho
Rozay pe humain bhi bulwalo
Gurbat keh sabab jo ana sakain
Gurbat keh sabab jo ana
sakain
hum un keh arizay layay hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tairay
aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal
Fazlil ABbas
Jo name tumhara laita hai
Allah bhi usko daita hai
Jo name tumhara laita hai
Allah bhi usko daita hai
Khairat buri da shano
ki
Khairat buri da shano ki
Lainnay keh liyay hum ayay hain
Sakkaae haram
rakh laina bharam
Hum dar pe tairay aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal
Fazlil ABbas
Hotay hain kitne zulm shadid or
ahle aza hotay shaheed
jo khatam yazeedoun ko
karday
jo khatam yazeedoun ko karday
woh takat mangne ayay hain
Sakkaae haram rakh
laina bharam
Hum dar pe tairay aiyay hain x2
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil Abbas
Mula hain apse ek hi sawal
Allah humain de rizq e
halal
Mula hain apse ek hi sawal
Allah humain de rizq e halal
houn
lashkar-e-Mehdi main shamil
houn lashkar-e-Mehdi main
shamil
jitne bhi zair ayay hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tairay
aiyay hain x2
Abbas Abbas
Ya
abal Fazlil Abbas
kha kha ke tamachay roti
hai
zindan ki khaq pe soti hai
kha kha ke tamachay roti hai
zindan ki khaq pe soti
hai
bujh jai piyas Sakina ki
bujh jai piyas Sakina ki
hum ankh main ansoun layay
hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tairay aiyay hain x2
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil Abbas
Darbar-e-Saki Abbas ka
tha
kuch mangna tha lazim manga
Darbar-e-Saki Abbas ka tha
kuch mangna tha lazim
manga
laikin yeh hakikat bhi hai qamar
laikin yeh hakikat bhi hai qamar
hum pursa dainay ayay
hain
Sakkaae haram rakh laina bharam
Hum dar pe tairay aiyay hain
Abbas Abbas
Ya abal Fazlil Abbas
0 Comments